Tuesday, September 1, 2009

Barish ka mausam

Bhigi bhigi rut me
rimjhim fuharon ke beech me
chha jata hai muhabbat ka nur
ho jata hai har khayal rumani
inhi me janam hota hai tumahari khwahish ka
Jaise ki mausam ne ishara kiya
ki yah samay hai
apne khubsurat khayalon se tumhe bhigone ka
tumhari khubsurti ko apne najar ka
khwab banane ka.

No comments:

Post a Comment

  दोस्तों गणतंत्रता दिवस क्यों मनाया जाता है आप सब अच्छी तरह जानते हैं| मै आज इसमे उल्लिखित "गण" पर कुछ कहना चाहता हूँ | प्रतापी स...